Jaha Prem Ka Lyrics

Jaha Prem Ka lyrics from Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye (1977) movie is penned by Ravindra Jain, sung by Hemlata, music composed by Ravindra Jain, starring Rameshwari.




6 3

Song Lyrics

Jahan prem ka paawan diyara jale
Jahan bole vachan tab neer bhare
Usi angna mein usi dwaare pe
Beete hamara bhi jeewan ram kare
Jahan prem ka paawan diyara jale

Kaun nadi ki ham hai lehar
Kaho aake mila re kinaara
Jog likhe bin ham naahi aisa milan hamara
Kin charnon mein naa ghar naa pare
Jahan prem ka pawan diyara jale

Jis ka naahi apna koi jo keh de use apna le
Us ki karuna us ki daya ka utare naa karaj utaare
Jiya jahaan hai wahi jee maare
Jahan prem ka pawan diyara jale
Jahan bole vachan tab neer bhare
Usi aangan mein usi dwaare pe
Beete hamara bhi jeewan raam kare
Jahan prem ka paawan diyara jale


Official Video Song



Song Details

The Jaha Prem Ka song lyrics is written by Ravindra Jain in the year 1977. It was sung by Hemlata, featuring Rameshwari. The details of Jaha Prem Ka song lyrics are given below:

movie Movie: Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye

singer Singer: Hemlata

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Ravindra Jain

music Music / Music Composer: Ravindra Jain

artist Artists / Stars: Rameshwari

music on Music On:

year Year: 1977


Jaha Prem Ka lyrics from Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye

Dulhan Wahi Jo Piya Man Bhaaye Songs List

20
6
16
11
10
4
9
3
8
2
8
2
6
3