Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal Lyrics

Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal lyrics from Main Hoon Na (2004) movie is penned by Javed Akhtar, sung by Sonu Nigam, music composed by Anu Malik, starring Shahrukh Khan, Amrita Rao, Sushmita Sen.




3 3

Song Lyrics

ishq jaise hai ik aandhi ishq hai ik tufan
ishq ke aage bebas hai duniya me har iljam
ishq me sab diwane hai ishq me sab hairan
ishq me sab kuch mushkil hai ishq me sab aasan
dekho pyare yeh najare yeh diwane yeh parwane
yeh ishq me kaise gum

tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe

dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
dhum tara dhum tara dhum ma
dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
dhum tara dhum tara ham

dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
dhum tara dhum tara dhum ma
dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
dhum tara dhum tara ham

dil toh ik rahi jana dil ki tum manjil ho
dil toh hai ik kashti jana jiska tum sahil ho
dil na phir kuchh mange jana tum agar hasil ho
dil toh hai mera tanha jana aao toh mehfil ho

ishq se hi sari khushiya ishq hi barbadi
ishq hai pabandi lekin ishq hi ajadi
ishq ki duniya me yaro khwab ki aabadi
kho gaya woh jisko manjil ishq yeh dikhladi
dekho pyare yeh najare yeh diwane yeh parwane
yeh ishq me kaise gum

tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe

dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
dhum tara dhum tara dhum ma
dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
dhum tara dhum tara ham

tumko puja hai tumhari hi ibadat ki hai
hamne jab ki hai toh phir aise mohabbat ki hai
hamne jab ki hai toh phir aise mohabbat ki hai 

dil mera pagal hai jana isko tum behlado
dil me kyun halchal hai jana mujhko tum samjhado
dil ka jo aanchal hai jana isko tum lehrado
julf jo badal hai jana mujhpe tum barsado

jana leke jaya hai tera yeh diwana
jan tujhpe mit jayega tera yeh parwana
jana mere dil me kya hai tumne yeh na jana
jana tujhko yad aayega mera yeh afsana
dekho pyare yeh najare yeh diwane yeh parwane
yeh ishq me kaise gum

tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe
tumse milke dil ka hai jo hal kya kahe
ho gaya hai kaisa yeh kamal kya kahe

dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
dhum tara dhum tara dhum ma
dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
dhum tara dhum tara ham

dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
dhum tara dhum tara dhum ma
dhum tara dhum tara dhum tara dhum tara
dhum tara dhum tara ham


Official Video Song



Song Details

The Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal song lyrics is written by Javed Akhtar in the year 2004. It was sung by Sonu Nigam, featuring Shahrukh Khan, Amrita Rao, Sushmita Sen. The details of Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal song lyrics are given below:

movie Movie: Main Hoon Na

singer Singer: Sonu Nigam

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Javed Akhtar

music Music / Music Composer: Anu Malik

artist Artists / Stars: Shahrukh Khan, Amrita Rao, Sushmita Sen

music on Music On:

year Year: 2004


Tumse Milke Dil Ka Hai Jo Haal lyrics from Main Hoon Na

Main Hoon Na Songs List

9
2
8
2
5
3
5
1
4
4
3
3