Tu Ganga Ki Mauj Lyrics

Tu Ganga Ki Mauj lyrics from Baiju Bawra (1952) movie is penned by Shakeel Badayuni, sung by Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, music composed by Naushad Ali, starring Bharat Bhushan, Meena Kumari, B M Vyas, Ratan Kumar.




33 6

Song Lyrics

akeli mat jaiyyo radhe jamuna ke teer
o ji o
tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara
tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara
ho rahega milan yeh hamara 
ho hamara tumhara rahega milan
yeh hamara tumhara

agar tu hain sagar toh majhdhar main hun, majhdhar mai hun
tere dil ki kashti ka patwar mai hu, patwar mai hu
chalegi akele na tumse yeh naiyya, naa tumse yeh naiyya
milegi na manjil tumhe bin khewaiyya, tumhe bin khewaiyya
chale aao ji
chale aao ji, chale aao maujo kaa lekar sahara
ho rahega milan yeh hamara tumhara 

bhala kaise tutenge bandhan yeh dil ke, bandhan yeh dil ke
bichadti nahi mauj se mauj mil ke, mauj mil ke
chhupoge bhanwar me toh chhupne naa denge, toh chhupne na denge
dubo denge naiyya tumhe dhundh lenge, tumhe dhundh lenge
banayenge ham
banayenge ham, banayenge toofan ko ek din kinara
ho rahega milan yeh hamara tumhara 
tu ganga ki mauj, main jamuna ka dhara
tu ganga ki mauj, main jamuna ka dhara
ho rahega milan yeh hamara 
ho hamara tumhara rahega milan
yeh hamara tumhara

tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara
ho rahega milan yeh hamara 
ho hamara tumhara rahega milan
yeh hamara tumhara
tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara
tu ganga ki mauj, mai jamuna ka dhara
ho rahega milan yeh hamara tumhara


Official Video Song



Song Details

The Tu Ganga Ki Mauj song lyrics is written by Shakeel Badayuni in the year 1952. It was sung by Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar, featuring Bharat Bhushan, Meena Kumari, B M Vyas, Ratan Kumar. The details of Tu Ganga Ki Mauj song lyrics are given below:

movie Movie: Baiju Bawra

singer Singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shakeel Badayuni

music Music / Music Composer: Naushad Ali

artist Artists / Stars: Bharat Bhushan, Meena Kumari, B M Vyas, Ratan Kumar

music on Music On:

year Year: 1952


Tu Ganga Ki Mauj lyrics from Baiju Bawra

Baiju Bawra Songs List

33
6
28
3
25
3
15
3
13
3
9
5
9
2
8
2
5
3
4
3
4
4