Shyam Teri Bansi Pukaare Radha Naam Lyrics

Shyam Teri Bansi Pukaare Radha Naam lyrics from Geet Gaata Chal (1975) movie is penned by Ravindra Jain, sung by Aarti Mukherjee, Jaspal Singh, music composed by Ravindra Jain, starring Sachin, Sarika.




0 2

Song Lyrics

Aarti:
shyaam teri bansi pukaare raadha naam (x2) 
log karen meera ko yunhi badanaam (x2) 

Jaspaal:(saanware ki bansi ko bajane se kaam (x2) 
raadha ka bhi shyaam, voh to meera ka bhi shyaam (x2) 


Aarti:(jamuna ki leharen bansibat ki chhaiyaan 
kis ka nahin hai kaho krishran kanhaiya (x2) 
shyaam ka deewana to saara brij dhaam (x2) 
log karen meera ko yunhi badanaam... 

Jasapal:(saanware ki bansi ko bajane se kaam (x2) 
raadha ka bhi shyaam, voh to meera ka bhi shyaam (x2) 


Jaspaal:kaun jaane baansuriya kis ko bulaayen 
jis ke man bhaaye ye, usi ke gun gaaye 
kaun jaane baansuriya kis ko bulaayen 
jis ke man bhaaye vo, usi ke gun gaaye 
kaun nahin..
kaun nahin bansi ki dhun ka gulaam 
raadha ka bhi shayaam, vo to meera ka bhi shayaam
 
Aarti:raadha ka bhi shyaam, voh to meera ka bhi shyaam
shyaam teri bansi pukaare.. raadha naam.. 
shyaam teri bansi.. 
kanhaiya teri bansi pukaare raadha naam
log karen meera ko yunhi badanaam 

Jaspaal:raadha ka bhi shyaam, voh to meera ka bhi shyaam

Aarti:raadha ka bhi shyaam, voh to meera ka bhi shyaam


Official Video Song



Song Details

The Shyam Teri Bansi Pukaare Radha Naam song lyrics is written by Ravindra Jain in the year 1975. It was sung by Aarti Mukherjee, Jaspal Singh, featuring Sachin, Sarika. The details of Shyam Teri Bansi Pukaare Radha Naam song lyrics are given below:

movie Movie: Geet Gaata Chal

singer Singer: Aarti Mukherjee, Jaspal Singh

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Ravindra Jain

music Music / Music Composer: Ravindra Jain

artist Artists / Stars: Sachin, Sarika

music on Music On:

year Year: 1975


Shyam Teri Bansi Pukaare Radha Naam lyrics from Geet Gaata Chal

Geet Gaata Chal Songs List