Ruthe Rab Ko Manana Aasan Hai Lyrics

Ruthe Rab Ko Manana Aasan Hai lyrics from Majboor (1974) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, music composed by Laxmikant Pyarelal, starring Amitabh Bachchan, Parveen Babi.




12 3

Song Lyrics

mai logo ke pyar ke kisse sunkar hansta rahta tha
tum sang ankh ladi to mai jana saayar sach kahta tha
ke ruthe rab ko manana aasan hai 
ruthe yaar ko manana mushkil hai
o ruthe rab ko manana aasan hai ke 
ruthe rab ko manana aasan hai
ruthe yaar ko manana mushkil hai 
ruthe yaar ko manana mushkil 
sune ghar ko basana aasan hai aasan hai aasan hai
sune dil ko sajana mushkil hai sune dil ko sajana mushkil hai
ke ruthe rab ko manana aasan hai 
ruthe yaar ko manana mushkil hai
ruthe yaar ko manana mushkil 

ho saka tod de koi jod le koi khilona jodd le koi khilona
is mitti me yaro paida ho sakta hai 
sona is mitti me yaro paida ho sakta hai sona
ujhade bhag lagana aasan hai ujhade bhag lagana aasan hai
tute phul khilna mushkil hai tute phul khilna mushkil hai
o ruthe rab ko manana aasan hai 
ruthe yaar ko manana mushkil hai
ruthe yaar ko manana mushkil  hai

maaf karo ye gussa chhodo 
mai hara tum jiti mai hara tum jiti
tum bin ek din aise bita jaise umariya biti
sab kcuh bhul jana aasan hai sab kcuh bhul jana aasan hai
teri yaad ko bhulana mushkil hai 
teri yaad ko bhulana mushkil hai
o ruthe rab ko manana aasan hai 
ruthe yaar ko manana mushkil hai
ruthe yaar ko manana mushkil hai 
ruthe yaar ko manana mushkil hai


Official Video Song



Song Details

The Ruthe Rab Ko Manana Aasan Hai song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 1974. It was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi, featuring Amitabh Bachchan, Parveen Babi. The details of Ruthe Rab Ko Manana Aasan Hai song lyrics are given below:

movie Movie: Majboor

singer Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi

music Music / Music Composer: Laxmikant Pyarelal

artist Artists / Stars: Amitabh Bachchan, Parveen Babi

music on Music On:

year Year: 1974


Ruthe Rab Ko Manana Aasan Hai lyrics from Majboor

Majboor Songs List

13
3
12
3
6
3
4
1