Mai Na Bhulunga Lyrics

Mai Na Bhulunga lyrics from Roti Kapada Aur Makaan (1974) movie is penned by Santosh Anand, sung by Lata Mangeshkar, Mukesh, music composed by Laxmikant Pyarelal, starring Manoj Kumar, Zeenat Aman.




114 24

Song Lyrics

mai na bhulunga, mai na bhulunga
in rasmo ko, in kasmo ko, in rishte naato ko
mai na bhulunga, mai na bhulunga
in rasmo ko, in kasmo ko, in rishte naato ko
mai na bhulunga, mai na bhulunga

samay ki dhaara me
samay ki dhaara me umar bah jaani hai
jo ghadi ji lenge
jo ghadi ji lenge, wahi rah jaani hai
mai ban jaau saans aakhari
mai ban jaau saans aakhari, tu jivan ban ja
jivan se saanso ka rishta, mai na bhulungi
mai na bhulungi
mai na bhulungi, mai na bhulunga

barasta saawan ho, mahakta aangan ho
kabhi dil dulha ho, kabhi dil dulhan ho
gagan ban kar jhume, pawan ban kar ghume
chalo raahe mode, kabhi na sang chhod e
kahi pe chhup jaana hai, najar nahi aana hai
kahi pe bas jaayenge, yeh din kat jaayenge
are kya baat chali, woh dekho raat dhali
yeh baate chalti rahe, yeh raate dhalti rahe
mai man ko mandir kar daalu, tu pujan ban ja
mandir se puja ka rishta, mai na bhulunga
mai na bhulunga, mai na bhulungi
mai na bhulunga, mai na bhulungi
in rasmo ko, in kasmo ko, in rishte naato ko
mai na bhulunga, mai na bhulungi
mai na bhulunga, mai na bhulungi


Official Video Song



Song Details

The Mai Na Bhulunga song lyrics is written by Santosh Anand in the year 1974. It was sung by Lata Mangeshkar, Mukesh, featuring Manoj Kumar, Zeenat Aman. The details of Mai Na Bhulunga song lyrics are given below:

movie Movie: Roti Kapada Aur Makaan

singer Singer: Lata Mangeshkar, Mukesh

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Santosh Anand

music Music / Music Composer: Laxmikant Pyarelal

artist Artists / Stars: Manoj Kumar, Zeenat Aman

music on Music On:

year Year: 1974


Mai Na Bhulunga lyrics from Roti Kapada Aur Makaan

Roti Kapada Aur Makaan Songs List

90
12
60
12
30
12
18
6
12
6