Jaane Jaana Lyrics

Jaane Jaana lyrics from Samadhi (1972) movie is penned by Majrooh Sultanpuri, sung by Kishore Kumar, music composed by R D Burman, starring Jaya Bachchan, Dharmendra.




4 2

Song Lyrics

[jaane jaana jaao kal fir aana 
yuhi kisi mod pe mil jana] (x2)
ab yaad rakhna raah ye dilbar
loota hai ispe tumne bahaar mein
kal tak yahi par aankh bichhaye
baitha rahunga main intezaar mein
jaao karo naa bekal dil raha hai machal
baaki baate hongi kal abhi kya kahu
jaane jaana jao kal fir aana 
yuhi kisi mod pe mil jana

thodi abhi to nazar jhukaaogi
thoda abhi to sharmaaogi tum
pehla hi din hai apne milan ka
do chaar din pe khul jaaogi tum
ise kehte hai pyaar sikhlaunga main yaar
hun tumhara daawedar aage kya kahun
jaane jaana jaao kal fir aana 
yunhi kisi mod pe mil jaana

paagal kaho tum haskar mujhko
yaa dil hi dil mein deewana samjho
par ye tumhari kaisi adaa hai
apne kisi ko begaana samjho
naa samajh mein ho kam naa umar mein ho kam
ab tumse sanam main kya kahu
jaane jaana jaao kal fir aana 
yunhi kisi mod pe mil jaana
jaane jaana jaao kal fir aana 
yunhi kisi mod pe mil jaana


Official Video Song



Song Details

The Jaane Jaana song lyrics is written by Majrooh Sultanpuri in the year 1972. It was sung by Kishore Kumar, featuring Jaya Bachchan, Dharmendra. The details of Jaane Jaana song lyrics are given below:

movie Movie: Samadhi

singer Singer: Kishore Kumar

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Majrooh Sultanpuri

music Music / Music Composer: R D Burman

artist Artists / Stars: Jaya Bachchan, Dharmendra

music on Music On: HMV

year Year: 1972


Jaane Jaana lyrics from Samadhi

Samadhi Songs List

18
3
12
3
8
5
7
5
5
2
5
4
4
6
4
2
2
2
2
1