Aap Aye Bahar Ayee Lyrics

Aap Aye Bahar Ayee lyrics from Aap Aye Bahaar Ayee (1971) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Mohammed Rafi, music composed by Laxmikant Pyarelal, starring Sadhana, Rajendra Kumar.




10 4

Song Lyrics

[Saare zamaane pe mausam suhane pe
Is dil deewane pe veerani si thi chhayi
aap aye bahar ayee] (x2)  

Aapka hi tha sabko intezaar
Aapka hi tha sabko intezaar
Aap ke liye the sab bekaraar
Hawaye ghataye fizaaye bagho mein phoolo ne jhulo ne
Jhoom ke li angdaayi ho ke aap aaye bahaar aayi
saare zamaane pe mausam suhaane pe
Is dil deewane pe veerani si thi chhayi
aap aye bahar ayee  

Aapne kiya aa ke ehsaan aapne kiye aa ke ehsaan
Tha ye veerana an hai gulshan pukare nazaare ye saare
Gulshan ki kaliyon se galiyon se suniye aawaz
Ke aap aaye bahaar aayi
Saare jamane pe mausam suhaane pe
Is dil deewane pe veerani si thi chhayi
Aap aye bahaar ayee

Lijiye naa bas ab jaane ka naam
Lijiye naa bas ab jaane ka naam
Ruth jaayenge jalwe ye tamaam
Ye basti ye hasti aisa naa ho jaaye ban jaaye
Ye mehfil fir tanhayi
Aap aye bahaar ayee

Ke aap aye bahaar ayee
Saare zamaane pe mausam suhaane pe
Is dil deewani pe veerani si thi chhayi
Aap aye bahaar ayee


Official Video Song



Song Details

The Aap Aye Bahar Ayee song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 1971. It was sung by Mohammed Rafi, featuring Sadhana, Rajendra Kumar. The details of Aap Aye Bahar Ayee song lyrics are given below:

movie Movie: Aap Aye Bahaar Ayee

singer Singer: Mohammed Rafi

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi

music Music / Music Composer: Laxmikant Pyarelal

artist Artists / Stars: Sadhana, Rajendra Kumar

music on Music On:

year Year: 1971


Aap Aye Bahar Ayee lyrics from Aap Aye Bahaar Ayee

Aap Aye Bahaar Ayee Songs List

16
5
12
7
12
11
10
4
8
3