Kehta Hai Mera Jiya Haay Lyrics

Kehta Hai Mera Jiya Haay lyrics from Raja Bhaiya (2003) movie is penned by Sameer, sung by Udit Narayan, Sunidhi Chauhan, music composed by Nadeem Shravan, starring Govinda.




3 4

Song Lyrics

kahta hai mera jiya hay baaho me bhar le piya
kahta hai mera jiya hay baaho me bhar le piya
tune mere tan man me kya bhar diya 
pyar ka ye rog diya kya kar diya 
pyar ka ye rog diya kya kar diya

tan pe na hath laga mann me na pyas jaga
are tan pe na hath laga mann me na pyas jaga
bachpan se mai hu baal brahmachari
chakkar chala kahi aur nari chakkar chala kahi aur nari

mai kya karu mujhko itna bata de bedardi dilbar koi to dawa de
hay mai kya karu mujhko itna bata de bedardi dilbar koi to dawa de
are tere liye doctor ko bulau wo jo kahe wo dawa le ke aau
bada nasamajh hai mera sathiya 
pyar ka ye rog diya kya kar diya
pyar ka ye rog diya kya kar diya

andar tere paap ki gaagri aise na bhatka mujhe sundari
andar tere paap ki gaagri aise na bhatka mujhe sundari
ye rog mera bada khas hai iski dawa bas tere paas hai
are maan mera kahna o kanya kunwari
chakkar chala kahi aur nari chakkar chala kahi aur nari

kahta hai mera jiya hay baaho me bhar le piya
tune mere tan maan me kya bhar diya
pyar ka ye rog diya kya kar diya
bachpan se mai hu baal brahmachari
chakkar chala kahi aur nari
pyar ka ye rog diya kya kar diya
are chakkar chala kahi aur nari


Official Video Song



Song Details

The Kehta Hai Mera Jiya Haay song lyrics is written by Sameer in the year 2003. It was sung by Udit Narayan, Sunidhi Chauhan, featuring Govinda. The details of Kehta Hai Mera Jiya Haay song lyrics are given below:

movie Movie: Raja Bhaiya

singer Singer: Udit Narayan, Sunidhi Chauhan

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Sameer

music Music / Music Composer: Nadeem Shravan

artist Artists / Stars: Govinda

music on Music On:

year Year: 2003


Kehta Hai Mera Jiya Haay lyrics from Raja Bhaiya

Raja Bhaiya Songs List

24
8
6
3
3
4