Janam Janam Jo Saath Nibhaye Lyrics

Janam Janam Jo Saath Nibhaye lyrics from Raja Bhaiya (2003) movie is penned by Sameer, sung by Udit Narayan, Alka Yagnik, music composed by Nadeem Shravan, starring Govinda.




62 26

Song Lyrics

janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
mai ban jau pyar bhara dil, mai ban jau pyar bhara dil 
tum dil ki dhadkan ban jao, tum dil ki dhadkan ban jao
janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
mai ban jau pyar bhara dil, tum dil ki dhadkan ban jao
tum dil ki dhadkan ban jao

jab jab dekhu tumko dekhu yu bas jao ankho me
yu bas jao ankho me
jab jab dekhu tumko dekhu yu bas jao ankho me
mai chehra ban jau tumhara, mai chehra ban jau tumhara
tum mera darpan ban jao, tum mera darpan ban jao
janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
ek aisa bandhan ban jao

ek duje me aao chalo hum aise aaj sama jaye
aise aaj sama jaye
ek duje me aao chalo hum aise aaj sama jaye
mai ban jaau sans tumhari, mai ban jaau sans tumhari
tum mera jiwan ban jao, tum mera jiwan ban jao
janam janam jo sath nibhaye ek aisa bandhan ban jao
mai ban jau pyar bhara dil, mai ban jau pyar bhara dil 
tum dil ki dhadkan ban jao, tum dil ki dhadkan ban jao


Official Video Song



Song Details

The Janam Janam Jo Saath Nibhaye song lyrics is written by Sameer in the year 2003. It was sung by Udit Narayan, Alka Yagnik, featuring Govinda. The details of Janam Janam Jo Saath Nibhaye song lyrics are given below:

movie Movie: Raja Bhaiya

singer Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Sameer

music Music / Music Composer: Nadeem Shravan

artist Artists / Stars: Govinda

music on Music On:

year Year: 2003


Janam Janam Jo Saath Nibhaye lyrics from Raja Bhaiya

Raja Bhaiya Songs List

24
8
6
3
3
4