Ho Laike Pyaar Ki Chunariya Lyrics

Ho Laike Pyaar Ki Chunariya lyrics from Na Tum Jaano Na Hum (2002) movie is penned by Anand Bakshi, sung by Udit Narayan, Sukhwinder Singh, music composed by Rajesh Roshan, starring Saif Ali Khan, Esha Deol, Hrithik Roshan.

3 2

Song Lyrics

hum kya jaane teri baate tu hi jaane ram
kiske dil par na jaane tu likh de kiska naam

ho laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya

der na kar chal saath mere chal
arre der na kar chal saath mere chal beeti jaaye umariya
ha laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya

o jaldi se ab ghunghat khol meethe bol do munh se bol

jhaank jharoke se baahar teri gali me baj gaya dhol
tu kaisa hai deewana, tu kaisa mastaana
tu kaisa anjaana deewana mastaana
o main to nachu bich bajariya, main to nachu bich bajariya
ha laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya
laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya
ho laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya

o pehle pyaar to hum kar le baad me tu sharma lena
pehle pyaar to hum kar le baad me tu sharma lena
pal do pal dil khush kar de jeevan bhar tadpa lena
tu kaisa hai deewana, tu kaisa mastaana
tu kaisa anjaana deewana mastaana
ho gir gayi mere dil pe bijuriya
ha gir gayi mere dil pe bijuriya
ha laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya
ha laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya 
ha laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya 
der na kar chal saath mere chal
arre der na kar chal saath mere chal beeti jaaye umariya
ha laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya
dulhaniya ho gayi tumhari re, dulhaniya ho gayi tumhari re
dulhaniya ho gayi tumhari re, dulhaniya ho gayi tumhari re
ho laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya
ho laike pyaar ki chunariya darwaje pe khade hai saawariya

Official Video Song

Song Details

The Ho Laike Pyaar Ki Chunariya song lyrics is written by Anand Bakshi in the year 2002. It was sung by Udit Narayan, Sukhwinder Singh, featuring Saif Ali Khan, Esha Deol, Hrithik Roshan. The details of Ho Laike Pyaar Ki Chunariya song lyrics are given below:

movie Movie: Na Tum Jaano Na Hum

singer Singer: Udit Narayan, Sukhwinder Singh

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anand Bakshi

music Music / Music Composer: Rajesh Roshan

artist Artists / Stars: Saif Ali Khan, Esha Deol, Hrithik Roshan

music on Music On:

year Year: 2002

Ho Laike Pyaar Ki Chunariya lyrics from Na Tum Jaano Na Hum

Na Tum Jaano Na Hum Songs List

19
9
3
3
3
2
3
2
0
2
0
3