Darbadar Lyrics

Darbadar lyrics from I, Me Aur Main (2013) movie is penned by Mayur Puri, sung by Monali Thakur, music composed by Sachin, Jigar, starring Chitrangda Singh, Prachi Desai, John Abraham.




0 2

Song Lyrics

dil me daraare, dil me daraare 
dil me daraare hi daraare, dil me kayi hai daraare

yaade teri hai daraare, tute jo tinka to hawa ka aasra
tuta sitara to dua ka aasra, dil tut jaaye to wo jaaye kaha
darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil 
darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil 

hai adhure sire jo wo khule hi rahe to
tumse hi the yahi maan ke hum chale to
ye jo thoda shikva hai tera mera gila hai gar hota nahi
chahe lage ya lage na dil tutne ka darr hota nahi
socha hai pehle bhi kitna par hota nahi
darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil 
darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil 

darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil 
darbadar hai, darbadar Khudaya, darbadar hai bekhbar ye dil maula 
darbadar ka humsafar na koi darbadar ki manzil maula


Official Video Song



Song Details

The Darbadar song lyrics is written by Mayur Puri in the year 2013. It was sung by Monali Thakur, featuring Chitrangda Singh, Prachi Desai, John Abraham. The details of Darbadar song lyrics are given below:

movie Movie: I, Me Aur Main

singer Singer: Monali Thakur

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Mayur Puri

music Music / Music Composer: Sachin, Jigar

artist Artists / Stars: Chitrangda Singh, Prachi Desai, John Abraham

music on Music On:

year Year: 2013


Darbadar lyrics from I, Me Aur Main

I, Me Aur Main Songs List

3
0
0
2