Pyar Karke Lyrics

Pyar Karke lyrics is penned by Kumaar, sung by Aishwarya Pandit, music composed by Sham Balkar, starring Mohit Kumar, Aarushi Sharma.




0 0

Song Lyrics

Wo rahi samne mere har ik pal
Phir bhi kar na sake kuchh bayaan
Itne moke mile humko izhaar ke
Lafaz fir bhi rahe bejuban

Haal dil ka sunana na aaya hame
Pyar karke jatana na aaya hame
Unhe paake bhi pana na aaya
Pyar karke jatana na aaya hame
Unhe paake bhi pana na aaya

Ankhon mein thi likhe pyar ke silsile
Mere nazaron mein reh ke wo padh na sake
Ik to tehre rahe mere bhi ye kadam
Aur wo bhi to aage haa badh na sake

Unhe apna banana na aaya hame
Pyar karke jatana na aaya hame
Unhe paake bhi pana na aaya
Pyar karke jatana na aaya hame
Unhe paake bhi pana na aaya

Dil unka churana na aaya hame
Koi bhi to bahana na aaya hame
Rahi khamoshiyan yun hoyi galtian
Dil ko dil se milana na aaya hame

Pyar karke jatana na aaya hame
Unhe paake bhi pana na aaya
Pyar karke jatana na aaya hame
Unhe paake bhi pana na aaya [x3]


Official Video Song



Song Details

The Pyar Karke song lyrics is written by Kumaar in the year 2021. It was sung by Aishwarya Pandit, featuring Mohit Kumar, Aarushi Sharma. The details of Pyar Karke song lyrics are given below:

movie Album: Pyar Karke

singer Singer: Aishwarya Pandit

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Kumaar

music Music / Music Composer: Sham Balkar

artist Artists / Stars: Mohit Kumar, Aarushi Sharma

music on Music On: Zee Music Company

year Year: 2021


Pyar Karke lyrics

Album Songs List

401
115
381
101
313
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
188
65
183
70
182
82
182
64
180
77