Samay Ka Pahiya Lyrics

Samay Ka Pahiya lyrics from Bhoothnath (2008) movie is penned by Javed Akhtar, sung by Hariharan, Sukhwinder Singh, music composed by Vishal Shekhar, starring Amitabh Bachchan.

9 6

Song Lyrics

krodh ke bojh ko mann pe uthaye kaahe chalta hai prani
kshama jo shatru ko bhi kar de, wahi mukt hai wahi gyani

samay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati hai
raat me jab ek chhota sa nanha sa dipak jalta hai
uski jarasi jyot sahi, par dur se usko dekh koi barso ka musafir
girte girte sambhalta hai

maine jaate jaate jaana kaun hai apna kaun paraya
maine jaate jaate jaana kaun hai apna kaun paraya
bas tu hi mera apna hai, bas tune pyar nibhaya
kaam krodh aur lobh main dhaj kar ja sakta hu
tujhko chahu bhi to main kaise bhula sakta hu
tera pyar bhi ek bandhan hai, tu hi bata 
kya main mukti pa sakta hu
tu nahi jaanta tu mera ab hai kya
tujhko hu dekhta to dil kaise pighalta hai
samay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati hai

din me soya, raat aayi to ab jaaga soya kab tha
din me soya, raat aayi to ab jaaga soya kab tha
ab kya suraj dhundhe pagale dub gaya suraj kab ka
barso pehle jo thi ik nadi pyar ki beh gayi wo nadi
haath ab tu kya malata hai
samay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati hai
raat me jab ek chhota sa nanha sa dipak jalta hai
uski jarasi jyot sahi, par dur se usako dekh koi barso ka musafir
girte girte sambhalta hai
samay ka pahiya chalta hai, din dhalta hai, raat aati hai

aasma me jagmag taare, meri aankh me jhilmil aansu
kaha chhupa hai koi ishara to de de tu

Official Video Song

Song Details

The Samay Ka Pahiya song lyrics is written by Javed Akhtar in the year 2008. It was sung by Hariharan, Sukhwinder Singh, featuring Amitabh Bachchan. The details of Samay Ka Pahiya song lyrics are given below:

movie Movie: Bhoothnath

singer Singer: Hariharan, Sukhwinder Singh

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Javed Akhtar

music Music / Music Composer: Vishal Shekhar

artist Artists / Stars: Amitabh Bachchan

music on Music On:

year Year: 2008

Samay Ka Pahiya lyrics from Bhoothnath

Bhoothnath Songs List

9
6
9
4
3
3
3
2