Mohe Ram Rang Rang Lyrics

Mohe Ram Rang Rang lyrics from Bhavai (2021) movie is penned by Shabbir Ahmed, sung by Udit Narayan, Shreya Ghoshal, music composed by Shabbir Ahmed, starring Pratik Gandhi, Aindrita Ray.




4 1

Song Lyrics

Aao tumko le chale
Ram Siya ke desh re

Kaushalya ki god mein paragte
Awadh kunj mein Awadh bihari
Siya sang mein racha swayamvara
Tode dhanush saras dhanudhari
Aayi janak mein janak dulari
Harsh de har ik charan pakhari

Mohe Ram rang rang de re
Mohe Ram rang rang de re
Ram nihare Siya ko re
Siya nihare Ram ko re

Dasi main Ram ki dasi re
Dasi mere Ram ki dasi re

Kaikeyi ko raj tilak to
Ram chadar ka raas na aaya
Dasharatha ke sharan aakar boli’
Unka war unhe yaad dilaya

Dasharath bole mango priye tum
Tan mann dhan sab tum par arpan
Bharat ko do tum raaj sinhasan
14 varsh ka Ram ko do wan

Putar pita ka vachan nibhane
Wan ki aur lage kadam badhane
Site boli hey Raghunandan
Main bhi chalu wan dharam nibhane

Rat ki mamta lakhan ko khinche
Ram Siya ke chal bhaye piche
Chal bhaye piche

Chitarkut ke ghaat sajayi
Juthi ber sabri ki khayi
Roopvati le roop surpnakha
Naak kata ke pauchi lanka

Lanka mein Ravan ka danka
Kaata na kaagran wanka

Dhikkar hai dhikkar hai
Dhikkar hai bhai Ravan
Teri veerta ko dhikkar hai

Wan mein aaye do nar nari
Ek ne kati naak hamari
Shanknad sa lage garajne
Pahucha chhal kar Siya ko harne
Marich wan mrig chalal prayi
Laagal waan lakahn kohnayi

Sadhu besh dhar ke chalkari
Bhiksha do mohe hath pukari
Kar ke haran chal diya asanka
Pahuch gaya Siya har le lanka

Wan wan dhundat lakhan raghubira
Sahat kalesh kathin tan peeda
Kal pat prabhu se kehat jatayu
Siya haran ka raj batayi

Mile kapihari mann anuraga
Prabhu ke das safal kar kaja

Sanka to ude hanumant ran lanka
Foonk diye jakar gadh lanka
Haan lanka foonk diye hanumant ne lanka

Mata main agya chahta hoon
Sri Ram chandar ke liye koi sandesh ho
To aadesh ho mata

Hari charan chookar ashish lena
Chuda mani kapi prabhu ko dena
Hari bin kitna mann hai vyakul
Ram ko siye ka sandesha dena

Ja re pawan ja leja sandesha
Pi ko mere leja sandesha

Pawansutt sudh le aaye
Ram ko Siya ka haal bataye
Haha kaar gunjanl gaganagan
Baudh se vaan chale hai sansan
Ghamasaan chid gayi ladayi

Asur sanghar vijay haripayi
Ravan wadh kar Siya liya ke
Lakahn sahit ab Awadh mein aa ke

Ram raj bhayi sab jag jaana
Prabhu leela sab jagat bakhana
Mohe Ram rang rang de


Official Video Song



Song Details

The Mohe Ram Rang Rang song lyrics is written by Shabbir Ahmed in the year 2021. It was sung by Udit Narayan, Shreya Ghoshal, featuring Pratik Gandhi, Aindrita Ray. The details of Mohe Ram Rang Rang song lyrics are given below:

movie Movie: Bhavai

singer Singer: Udit Narayan, Shreya Ghoshal

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Shabbir Ahmed

music Music / Music Composer: Shabbir Ahmed

artist Artists / Stars: Pratik Gandhi, Aindrita Ray

music on Music On: Zee Music Company

year Year: 2021


Mohe Ram Rang Rang lyrics from Bhavai

Bhavai Songs List

1
0
1
0
1
0
0
0