Apni Maati Lyrics

Apni Maati lyrics is penned by Swanand Kirkire, sung by Shreya Ghoshal, music composed by Shantanu Moitra, starring Shreya Ghoshal.




0 0

Song Lyrics

Tere sar pe neela gagan hai
Saundhi maati hai
Tere kaandhe hariyali chunar
Sarasaraati hai

Ye naadiya tera gahana hai
Sagar ka darpan hai
Tere dil mein karuna megh hai
Ankhon mein saavan hai

Teri saansein bas prem ke
Kisse sunati hai
Tere ishq mein doobe hain
Ham tu apni maati hai

Tu apni maati hai
Tu apni maati hai

Teri anjuri mein khet hai
Ek dhaan ka daana
Teri ungaliyaan hain kaarigar ki
Khwaab bun jaana

Tere baazuon mein bal bada
Jo sarahaden thaame
Tere zahan ka loha bhi
Saari duniya hi maane

Tera jazba hai javaan ka
Tera marm hai kisaan ka

Har dard ko sah kar bhi tu
To muskaraati hai
Har kali har phool
Daaman mein samaati hai

Ye nadiya tera gahana hai
Sagar ka darpan hai
Tere dil mein karuna megh hai
Aankhon mein saavan hai

Teri saansein bas prem ke
Kisse sunati hai
Tere ishq mein doobe hain
Ham tu apni maati hai

[Tu apni maati hai] x4


Official Video Song



Song Details

The Apni Maati song lyrics is written by Swanand Kirkire in the year 2020. It was sung by Shreya Ghoshal, featuring Shreya Ghoshal. The details of Apni Maati song lyrics are given below:

movie Album: Apni Maati

singer Singer: Shreya Ghoshal

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Swanand Kirkire

music Music / Music Composer: Shantanu Moitra

artist Artists / Stars: Shreya Ghoshal

music on Music On: Shreya Ghoshal Official

year Year: 2020


Apni Maati lyrics

Album Songs List

400
118
381
101
312
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
187
65
183
70
182
82
181
64
180
77