Ohh Yaara Lyrics

Ohh Yaara lyrics is penned by Vishal Samrat, sung by Javed Ali, music composed by Rashid Khan, starring Ashwini Chander, Ruslaan Mumtaz.




0 0

Song Lyrics

Aansuon ki baarishein
Aankhon se beh gayi
Khwabon ki imartein
Ik pal mein dheh gayi

Kisse kahun kaise kahun
Ehsaas hai tu mera
Tu chala gaya dil se magar
Aankhon mein tera chehra

Ab bhi rehta hai tu mujh mein
Main khoya rehta hoon tujh mein
Tu hi to mera sahara

Ohh yaara ohh yaara ohh yaara
Ohh yaara ohh yaara ohh yaara

Aansuon ki baarishein
Aankhon se beh gayi
Khwabon ki imartein
Ik pal mein dheh gayi

Aansuon ki baarishein
Aankhon se beh gayi
Khwabon ki imartein
Ik pal mein dheh gayi

Bahut kahan bahut suna
Par tune ik na suni

Bahut kahan bahut suna
Par tune ik na suni
Kismat mein meri tu nahi
Phir kyun hai tujhpe yakeen
Phir kyun hai tujhpe yakeen

Ab bhi tadpaa hai tu mujh mein
Ab bhi dhadka hai tu mujh mein
Tu hi to mera sahara

Ohh yaara ohh yaara ohh yaara
Ohh yaara ohh yaara ohh yaara
Yaara ohh ohh ho

Aansuon ki baarishein
Aankhon se beh gayi
Khwabon ki imartein
Ik pal mein dheh gayi

Jeena nahi tere bina
Ghut ghut ke ab yun mujhe

Ohh ho ho jeena nahi tere bina
Ghut ghut ke ab yun mujhe
Mar bhi jaaun main agar
Uff na karunga main tujhe
Uff na karunga main tujhe

Yaadein hai teri is dil mein
Tere bin hoon main mushkil mein
Tu hi to mera sahara

Ohh yaara ohh yaara ohh yaara
Ohh yaara ohh yaara ohh yaara


Official Video Song



Song Details

The Ohh Yaara song lyrics is written by Vishal Samrat in the year 2021. It was sung by Javed Ali, featuring Ashwini Chander, Ruslaan Mumtaz. The details of Ohh Yaara song lyrics are given below:

movie Album: Ohh Yaara

singer Singer: Javed Ali

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Vishal Samrat

music Music / Music Composer: Rashid Khan

artist Artists / Stars: Ashwini Chander, Ruslaan Mumtaz

music on Music On: Zee Music Company

year Year: 2021


Ohh Yaara lyrics

Album Songs List

401
115
381
101
313
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
188
65
183
70
182
82
182
64
180
77