Yaad Na Aana Lyrics

Yaad Na Aana lyrics is penned by Yash Narvekar, sung by Yash Narvekar, Akasa Singh, music composed by Amaal Mallik, starring Shristi Ganguly, Pratik Deshmukh.




0 0

Song Lyrics

Tere bina kabhi
Shamein bhi ho meri
Yeh socha na tha
Tanhai se meri yun hogi dosti
Yeh socha na tha

Ke aise hi zindagi
Katt jaane de tu meri
Na mile na sahi

Tujhse doori meri
Lagti hai mujhko sahi
Baat yeh maanle tu meri

Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi
Yaad na aana woh ooh [x2]

Yaad na aana aana aana
Yaad na aana aana aana

Tum bhi kabhi toh
Kuchh der hi par
Yaad karke mujhko
Sochte zaroor hoge

Darmiyaan humare
Galtiyan thi kitni
Ginte ginte raatein
Kaat’te jaroor hoge

Jaane do jo hua
Mil jayega phir koyi
Yun guzar jayegi zindagi

Tujhse doori meri
Lagti hai mujhko sahi
Baat ab yeh maan le tu meri

Ke yaad na aana tu kabhi
Na aana tu kabhi
Yaad na aana (woh ooh) [x2]

Yaad na aana aana aana
Yaad na aana aana aana


Official Video Song



Song Details

The Yaad Na Aana song lyrics is written by Yash Narvekar in the year 2021. It was sung by Yash Narvekar, Akasa Singh, featuring Shristi Ganguly, Pratik Deshmukh. The details of Yaad Na Aana song lyrics are given below:

movie Album: Yaad Na Aana

singer Singer: Yash Narvekar, Akasa Singh

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Yash Narvekar

music Music / Music Composer: Amaal Mallik

artist Artists / Stars: Shristi Ganguly, Pratik Deshmukh

music on Music On: Sony Music India

year Year: 2021


Yaad Na Aana lyrics

Album Songs List

401
115
381
101
313
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
188
65
183
70
182
82
182
64
180
77