Kehta Hai Kabutar Kya Lyrics

Kehta Hai Kabutar Kya lyrics from Bewafaa (2005) movie is penned by Sameer , sung by Asha Bhosle, Shaan, music composed by Nadeem Shravan, starring Anil Kapoor, Akshay Kumar, Sushmita Sen, Manoj Bajpai, Kareena Kapoor.




3 0

Song Lyrics

kehta hai kabutar kya koyi toh hai chakkar 
udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai
kehta hai kabutar koyi toh hai chakkar 
kehta hai kabutar koyi toh hai chakkar 
udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai
yeh ishk ki duniya kamal hai mistar 
yeh ishk ki duniya kamal hai mistar 
isme toh koyi pas koyi fail raha hai
kehta hai kabutar koyi toh hai chakkar
udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai
yeh ishk ki duniya kamal hai mister
isme toh koyi pas toh koyi fail raha hai

teri sadi ka yeh palla sarak na jaye kahi
bada divana hai yeh dil dhadak na jaye kahi
meri sadi ka yeh palla sarak na jaye kahi
bada divana hai yeh dil dhadak na jaye kahi
palat ke dekh meri jan hai tera dhyan kidhar
jara bach bachke bachake koyi dhoka hai idhar
ek chehra laga hai har chehre ke upar 
ek chehra laga hai har chehre ke upar 
chhup chhup ke yaha har kisika mel raha hai
kehta hai kabutar koyi toh hai chakkar
udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai

kahi pe nigahe kahi pe nishana
kyu samjhe har aashik duniya ko divana
yeh toh wakt hi batayega kabutari
ke kaun sayana aur kise hoga pachhtana

kisine jit li baji toh koi haar gaya
mili jo aankh toh aankho se koyi maar gaya
maine bhi dekh li baji koyi toh haar gaya
mili jo aankh toh aankho se koyi maar gaya
badi katil hai yeh rate mera jalta hai jiya
kahi khul jaye naa apni baat piya
bedard hai duniya badnami ka hai darr
bedard hai duniya badnami ka hai darr 
ghut ghut ke koyi har kisiko jhel raha hai

kehta hai kabutar koyi toh hai chakkar
kehta hai kabutar koyi toh hai chakkar
udd udd ke khabar har kisiko bhej raha hai
yeh ishk ki duniya kamal hai mister 
yeh ishk ki duniya kamal hai mister 
isme toh koyi pas koyi fail raha hain


Official Video Song



Song Details

The Kehta Hai Kabutar Kya song lyrics is written by Sameer in the year 2005. It was sung by Asha Bhosle, Shaan, featuring Anil Kapoor, Akshay Kumar, Sushmita Sen, Manoj Bajpai, Kareena Kapoor. The details of Kehta Hai Kabutar Kya song lyrics are given below:

movie Movie: Bewafaa

singer Singer: Asha Bhosle, Shaan

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Sameer

music Music / Music Composer: Nadeem Shravan

artist Artists / Stars: Anil Kapoor, Akshay Kumar, Sushmita Sen, Manoj Bajpai, Kareena Kapoor

music on Music On:

year Year: 2005


Kehta Hai Kabutar Kya lyrics from Bewafaa

Bewafaa Songs List

16
8
14
9
10
0
8
2
5
1
5
0
3
0