Hame Tumse Hua Hai Pyar Lyrics

Hame Tumse Hua Hai Pyar lyrics from Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo (2004) movie is penned by Sameer , sung by Udit Narayan, Alka Yagnik, music composed by Anu Malik, starring Divya Khosla, Akshay Kumar.




11 6

Song Lyrics

 hame tumse hua hai pyar ham kya kare
hame tumse hua hai pyar ham kya kare  
aap hee bataye ham kya kare
aap se bhi hasin hain aap kee yeh adaaye 
ham iss ada pe kyun naa mare

tumhe hamse hua hai pyar ham kya kare
tumhe hamse hua hai pyar ham kya kare  
aap hee bataye ham kya kare
aap se bhi hasin hain aap kee yeh adaaye
ham iss ada pe kyun naa mare

hame tumse hua hai pyar ham kya kare 
aap hee bataye ham kya kare

bas ham tumhe dekha kare 
baithi raho aaghosh men
aisi bhi kya diwangi 
bilkul nahee ho tum hosh men

janeman janejana chhodiye bhi satana 
ham iss jalan men kab tak jale

tumhe hamse hua hai pyar ham kya kare 
aap hee bataye ham kya kare
hame tumse hua hai pyar ham kya kare
aap hee bataye ham kya kare

kahne lagi bechainiya 
abb dooriyaan hai mushkil badi
panchhi piya pardesiya 
kaise jiye ham abb yeh ghadi

aap se aarju hai aap se jindgi hai 
aap ke bina ham kaise rahe

hame tumse hua hai pyar ham kya kare 
aap hee bataye ham kya kare 
hame tumse hua hai pyar ham kya kare 
aap hee bataye ham kya kare 



Official Video Song



Song Details

The Hame Tumse Hua Hai Pyar song lyrics is written by Sameer in the year 2004. It was sung by Udit Narayan, Alka Yagnik, featuring Divya Khosla, Akshay Kumar. The details of Hame Tumse Hua Hai Pyar song lyrics are given below:

movie Movie: Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo

singer Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Sameer

music Music / Music Composer: Anu Malik

artist Artists / Stars: Divya Khosla, Akshay Kumar

music on Music On:

year Year: 2004


Hame Tumse Hua Hai Pyar lyrics from Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo

Ab Tumhare Hawale Watan Sathiyo Songs List

6
4
5
6
3
2
2
3
2
0
2
0