Ghar Aaja Lyrics

Ghar Aaja lyrics is penned by Pardhaan, sung by Sukh-E, Pardhaan, music composed by Sukh-E, starring Sukh-E, Pardhaan.




0 0

Song Lyrics

Sabar aa jaye je tu nazar aa jaye
Zindagi kat jaye khushi se
Jo tu ghar aa jaye
Ghar aa jaye

Ab jab gale milenge
Milenge bohat kas kar
Banenge ek jaan ek shareer
Ek duje mein bas kar
Tasali ho jaati hai
Jab tu dekhe mujhe hass kar
Beshaq khushi ke aansun hain
Rona nahi hai bus kar

Teri yaad ki aag mein
Kaise khudko dhaalu main
Chord doon tujhko
Bilkul nahi hoon chalu main
Kya zehar khalu main
Meri bhi toh parwaah kar
Main toh zinda hi na rahun
Jo tera naam na lo main

Ek hi gawaah tu hai mere bigde halato ka
Jhulas chuka hai chehra ab mere jazbaato ka
Tune suna kyun na awaz di thi zor se
Maine thama hai guldasta dukho ke kaanton ka

Aasmaan khaanein ko pade zameen hilti
Sab kuch mil jaata hai khushi nahi milti
Galti kisi ki bhi ho feel karun main guilty
Zubaan meri par baate karun tere dil ki

Sabar aa jaye je tu nazar aa jaye
Zindagi kat jaye khushi se
Jo tu ghar aa jaye
Ghar aa jaye

Re tanne ke laggey main na janu tu ke soche
Raat bhar main cheekhun khud apne baal noche
Manne teri yaad tadpaave naad meri boche
Ro ro ke pad gayi meri aakho mein kharoche
Jitna main pyaar karunga tu na kar pawegi
Jo main russ gaya issi dhala manawegi
Ke mere mare paachhe ke tu bhi mar jawegi
Bolli bata itna jigra kade te laawegi

Kyun mera alfaaz vishwaash kare na
Tu mere khatar raakhe na raakeh
Upwaas main toh raakhun tere khatar
Saare ke saare faasle mita doon
Toli toli aaya haan main raaste mein su

Sabar aa jaye je tu nazar aa jaye
Zindagi kat jaye khushi se
Jo tu ghar aa jaye
Ghar aa jaye


Official Video Song



Song Details

The Ghar Aaja song lyrics is written by Pardhaan in the year 2020. It was sung by Sukh-E, Pardhaan, featuring Sukh-E, Pardhaan. The details of Ghar Aaja song lyrics are given below:

movie Album: Ghar Aaja

singer Singer: Sukh-E, Pardhaan

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Pardhaan

music Music / Music Composer: Sukh-E

artist Artists / Stars: Sukh-E, Pardhaan

music on Music On: Pardhaan

year Year: 2020


Ghar Aaja lyrics

Album Songs List

401
115
381
101
313
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
188
65
183
70
182
82
182
64
180
77