Teri Aadat Lyrics

Teri Aadat lyrics is penned by Ishaan Khan, sung by Abhi Dutt, music composed by Aishwarya Tripathi, starring Siddharth Nigam, Anushka Sen.




0 0

Song Lyrics

Tu dur hua hai jabse
Mann bhawra kyun tarse
Rahein agar ye juda thi
Kyun saath tha ek umra se

Hmm teri aadat jo lagi hai
Usse kaise main bhulaun
Ye kahani mere dard ki
Kisko jaake sunaun

Tu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua main ab se
Tu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua main ab se

Teri tadap mein waqt ka qatra
Lagta hai dariya kyun mujhe
Sart bata de ya fir saja de
Hai kya raza baya kar mujhe

Kaise juda ho jaun
Dekha tujhe hai kurbat se
Raahein agar ye juda thi
Kyun saath teh ek umra se

Teri aadat jo lagi hai
Usse kaise main bhulaun
Ye kahani mere dard ki
Kisko jaake sunaun

Tu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua main ab se
Tu wajah hai har wajah ki
Bewajah hua main ab se

Hmm teri aadat jo lagi hai
Usse kaise main bhulaun
Ye kahani mere dard ki
Kisko jaake sunaun


Official Video Song



Song Details

The Teri Aadat song lyrics is written by Ishaan Khan in the year 2021. It was sung by Abhi Dutt, featuring Siddharth Nigam, Anushka Sen. The details of Teri Aadat song lyrics are given below:

movie Album: Teri Aadat

singer Singer: Abhi Dutt

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Ishaan Khan

music Music / Music Composer: Aishwarya Tripathi

artist Artists / Stars: Siddharth Nigam, Anushka Sen

music on Music On: BLive Music

year Year: 2021


Teri Aadat lyrics

Album Songs List

400
118
381
101
312
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
187
65
183
70
182
82
181
64
180
77