Aur Pyaar Karna Hai Lyrics

Aur Pyaar Karna Hai lyrics is penned by Sayeed Quadri, sung by Neha Kakkar, Guru Randhawa, music composed by Sachet - Parampara, starring Neha Kakkar, Guru Randhawa.




5 2

Song Lyrics

Abhi tumhe aur hamein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhe aur hamein
Beshumaar karna hai
Jab talak jahan se
Bichhadna hai

Abhi tumhe aur hamein
Aur pyaar karna hai

Abhi tumhe aur hamein
Beshumaar karna hai
Abhi hamein muddaton
Dilon ki baat karni hai
Abhi bahut si baarishein
Sath ghuzarni hain

Woh kabhi bhi koi ashq jo teri
Aankh bhigana chahega
Tujhse pehle in aankhon mein
Aake woh ruk jayega
Aake woh ruk jayega

Abhi tumhe aur hamein
Yeh ikraar karna hai
Abhi tumhe aur hamein
Aur pyaar karna hai

Kayi khwaahishon ko poora karna hai
Kayi dhoop chhaanv se guzarna hai
Khushgavaar khwaabon ko
In haseen palkon mein utarna hai
Hum tere hi sang chalenge har kadam
Jab talak ki saason ka chalna hai

Abhi tumhe aur hamein
Aur pyaar karna hai
Abhi tumhe aur hamein
Aur pyaar karna hai


Official Video Song



Song Details

The Aur Pyaar Karna Hai song lyrics is written by Sayeed Quadri in the year 2021. It was sung by Neha Kakkar, Guru Randhawa, featuring Neha Kakkar, Guru Randhawa. The details of Aur Pyaar Karna Hai song lyrics are given below:

movie Album: Aur Pyaar Karna Hai

singer Singer: Neha Kakkar, Guru Randhawa

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Sayeed Quadri

music Music / Music Composer: Sachet - Parampara

artist Artists / Stars: Neha Kakkar, Guru Randhawa

music on Music On: T-Series

year Year: 2021


Aur Pyaar Karna Hai lyrics

Album Songs List

400
118
381
101
312
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
187
65
183
70
182
82
181
64
180
77