Hawa Aane De Lyrics

Hawa Aane De lyrics is penned by Swanand Kirkire, sung by Shaan, Shankar Mahadevan, Sunidhi Chauhan, Shiamak Davar, Kapil Sharma, music composed by , starring Akshay Kumar, Rajkumar Rao, Vicky Kaushal, Kapil Sharma.




0 0

Song Lyrics

Thodi hawa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawa aane de
Taazi hawa aane de
Kaala kaala aashma hai
Badal bhi maila hai
Ghuthta hai dum yahan
Jo dhuyan dhuyan faila hai

Kaala kaala aashma hai
Badal bhi maila hai
Ghuthta hai dum yahan
Jo dhuyan dhuyan faila hai

Factory ho, chemical ho
Chulha ho ya car ho
Pollution ki maar se
Bachhe kyun bimaar ho

Thodi hawa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawa aane de
Taazi hawa aane de
Ae ae

Kyun tu yahan wahan
Kachra jalata hai
Maut ka kaala baadal
Aashma mein chhata hai
Dhuyan faila ke tu
Khusiyan manata hai
Fansle kati kheto mein
Aag kyun lagata hai

Chal hawa aane de
Zara hawa aane de

Paida hoti har-har tree mein
Kudrat deti hawa hawa free mein
Humko uska mol nahi hai
Jo bhi humein mile easy mein

Mat ghoom tu aise haari mein
Hawaon ko dekh jagah wari mein
Aisa na ho zindgi khoo jaye apni
Bekar ki iss harbadi mein

Chal hawa aane de
Zara hawa aane de

Thodi hawa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawa aane de
Taazi hawa aane de

Chidiyon ko panchhiyon ko
Aashman mein aane de
Naye naye pedo pe
Unhe ghonsle banane de

Traffic mein atki saanson ko
Ghar unke jaane de
Jehar ke maut na de ab to
Jeene ke bahane de

Thodi hawa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawa aane de
Taazi hawa aane de

Thodi hawa aane de
Taazi hawa aane de
Thodi hawa aane de
Taazi hawa aane de

Chal hawa aane de


Official Video Song



Song Details

The Hawa Aane De song lyrics is written by Swanand Kirkire in the year 2019. It was sung by Shaan, Shankar Mahadevan, Sunidhi Chauhan, Shiamak Davar, Kapil Sharma, featuring Akshay Kumar, Rajkumar Rao, Vicky Kaushal, Kapil Sharma. The details of Hawa Aane De song lyrics are given below:

movie Album: Hawa Aane De

singer Singer: Shaan, Shankar Mahadevan, Sunidhi Chauhan, Shiamak Davar, Kapil Sharma

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Swanand Kirkire

music Music / Music Composer:

artist Artists / Stars: Akshay Kumar, Rajkumar Rao, Vicky Kaushal, Kapil Sharma

music on Music On: Sony Music India

year Year: 2019


Hawa Aane De lyrics

Album Songs List

400
118
381
101
312
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
187
65
183
70
182
82
181
64
180
77