Ek Siwa Tere Lyrics

Ek Siwa Tere lyrics from Mushkil (2019) movie is penned by Anjaan Sagri, sung by Mohammad Irfan, music composed by Vardan Singh, starring Rajniesh Duggall, Kunaal Roy Kapur, Nazia Hussain.




0 0

Song Lyrics

Ek siwa tere main kya sochu
Ab siwa tere mein kya dekhu
Tu mujhme itna bikhra hai
Rooh tak tu meri utra hai
Meri chahat ka ye wada hai
Tu mujhme mujhse zaada hai

Ek siwa tere main kya sochu
Ab siwa tere mein kya dekhu
Tu mujhme itna bikhra hai
Rooh tak tu meri utra hai
Meri chahat ka ye wada hai
Tu mujhme mujhse zaada hai

Bekhudi ka tu sahara
Bann gaya hai inn dino
Tu tasalli ka kinaara
Bann gaya hai inn dino
Ab tujhe paake main kya chahu
Bas tera hoke jiye jaaun
Tu meri subah ka taara hai
Khaali rato ka gujara hai
Meri chahat ka yeh wada hai
Tu mujhme mujhse zaada hai

Meri har ek saans teri
Saans se ab jud gayi
Behte-behte meri dhadkan
Teri tarfa mud gayi
Main tera saya sada paaun
Khud mein kuchh har-pal naya paaun
Dil fida tujh par humara hai
Teri khatir sab gawara hai
Meri chahat ka ye wada hai
Tu mujhme mujhse zada hai
Tu mujhme mujhse zada hai


Official Video Song



Song Details

The Ek Siwa Tere song lyrics is written by Anjaan Sagri in the year 2019. It was sung by Mohammad Irfan, featuring Rajniesh Duggall, Kunaal Roy Kapur, Nazia Hussain. The details of Ek Siwa Tere song lyrics are given below:

movie Movie: Mushkil

singer Singer: Mohammad Irfan

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anjaan Sagri

music Music / Music Composer: Vardan Singh

artist Artists / Stars: Rajniesh Duggall, Kunaal Roy Kapur, Nazia Hussain

music on Music On: Zee Music Company

year Year: 2019


Ek Siwa Tere lyrics from Mushkil

Mushkil Songs List

0
0
0
0