Mubarak Mubarak Lyrics

Mubarak Mubarak lyrics from Haan Maine Bhi Pyaar Kiya (2002) movie is penned by Sameer, sung by Udit Narayan, music composed by Nadeem - Shravan, starring Abhishek Bachchan, Karisma Kapoor, Akshay Kumar.




5 1

Song Lyrics

Tere mathe ki bindiya chamakti rahe
Tere hathon ki mehndhi mehakti rahe
Tere jode ki raunak salamat rahe
Teri chudi hamesha khanakti rahe
Mubarak mubarak mubarak mubarak
Mubarak mubarak mubarak mubarak

Mubarak ho tumko ye shaadi tumhari
Mubarak ho tumko ye shaadi tumhari
Sada khush raho tum dua hai hamari
Tumhare kadam chume ye duniya sari
Tumhare kadam chume ye duniya sari
Sada khush raho tum dua hai hamari
Mubarak ho tumko ye shaadi tumhari
Sada khush raho tum dua hai hamari

Tumhare liye hain baharon ke mausam
Na aaye kabhi zindagi mein koi gam
Hamara hai kya yaar hum hai deewane
Hamari tadap to koi bhi na jane
Mile na tumhe ishq mein bekarari
Mile na tumhe ishq mein bekarari
Sada khush raho tum dua hai hamari
Mubarak ho tumko ye shaadi tumhari
Sada khush raho tum dua hai hamari

Ke janmon ke rishte nahi tode jate
Safar mein nahi humsafar chhode jate
Na rasmo riwaajo ko tum bhool jana
Jo li hai kasam to isse nibhana
Ki humne to tanha umar hai guzari
Ki humne to tanha umar hai guzari
Sada khush raho tum dua hai hamari
Tumhare kadam chume ye duniya sari
Tumhare kadam chume ye duniya sari
Sada khush raho tum dua hai hamari
Mubarak ho tumko ye shaadi tumhari
Sada khush raho tum dua hai hamari

Jaan maine bhi pyaar kiya hai
Haan maine bhi pyaar kiya hai
Haan maine bhi pyaar kiya hai
Haan maine bhi pyaar kiya hai
Mubarak mubarak mubarak mubarak


Official Video Song



Song Details

The Mubarak Mubarak song lyrics is written by Sameer in the year 2002. It was sung by Udit Narayan, featuring Abhishek Bachchan, Karisma Kapoor, Akshay Kumar. The details of Mubarak Mubarak song lyrics are given below:

movie Movie: Haan Maine Bhi Pyaar Kiya

singer Singer: Udit Narayan

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Sameer

music Music / Music Composer: Nadeem - Shravan

artist Artists / Stars: Abhishek Bachchan, Karisma Kapoor, Akshay Kumar

music on Music On: Tips Music

year Year: 2002


Mubarak Mubarak lyrics from Haan Maine Bhi Pyaar Kiya

Haan Maine Bhi Pyaar Kiya Songs List

3
2
1
1