Lyricsia

Fiza Bhi Hai Lyrics

Fiza Bhi Hai lyrics from Nikaah(1982) movie is penned by Hasan Kamal, sung by Salma Agha, music composed by Ravi, starring Raj Babbar, Deepak Parashar, Salma Agha.

1 5
fiza bhi hai jawan jawan hawa bhi hai rawaan rawaan
suna raha hai ye samaa suni suni si daastan

bujhi magar bujhi nahi, naa jaane kaisi pyaas hai
qaraar dil se aaj bhi naa dur hai naa paas hai
ye khel dhoop chhaaon ka, ye parwatein ye duriyaan
suna raha hai ye samaa

har ek pal ko dhundhta har ek pal chala gaya
har ek pal phir aap ka, har ek pal misaal ka
har ek pal guzar gaya, banake dil pe ik nishaan
suna raha hai ye samaa

pukaar dekh dur, wo kaafile bahaar ke
bikhar gaye hai rang se, kisike intezaar mein
lahar lahar ke hoth par, wafaa ki hai kahaniyaan
suna raha hai ye samaa

wohi ghadi wohi pahar, wohi hawa wohi lahar
nayi hai manzilein magar, wohi dagar wohi safar
nazar gayi jidhar jidhar, mili wohi nishaaniyaan
suna raha hai ye sama

Nikaah Songs List


2018

2018 Songs List

2018 Movies List

2017

2017 Songs List

2017 Movies List

Official Video Song

Song Details

movie Movie: Nikaah

singer Singer: Salma Agha

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Hasan Kamal

music Music / Music Composer: Ravi

artist Artists / Stars: Raj Babbar, Deepak Parashar, Salma Agha

music on Music On: HMV

year Year: 1982


Fiza Bhi Hai Nikaah