Tu Yaad Aya Lyrics

Tu Yaad Aya lyrics is penned by Kunaal Vermaa, sung by Adnan Sami, music composed by Kunaal Vermaa, starring Adnan Sami & Adah Sharma.




2 0

Song Lyrics

Hui mahhobat ki baat phir
Sata rahi hai yeh raat phir
Bhiga rahi hai in aakhon ko
Be-waqt ki yeh barsaat phir

Aa gaya kyun labon pe
Yeh naam tera bata

Tu yaad aya tu yaad aya
Tu yaad aya hai aaj phir
Jo teri baaton ne dil dukhaya
Tu yaad aya hai aaj phir

Kabhi yeh saasein thi bas tumhari
Jo ab hain zaya fazool hain
The khwaab jin aakhon mein wafa ke
Wahan judayi ki dhool hai

Ghuzar gaya tu main hi wahan hoon
Jahan tu aaya na laut kar
Na phir kisi se yeh dil lagaya
Tu yaad aya hai aaj phir

Tu yaad aya tu yaad aya
Tu yaad aya hai aaj phir
Jo teri baaton ne dil dukhaya
Tu yaad aya aaj phir

Mujhe hawayein suna rahi hain
Jo baatein hum tum bhula gaye
Hain aate jaate mujhe bhigaate
Kyun aaj mausam rula gaye

Use talashun jo kho gaya hai
Kahan milega woh humsafar
Jise tha maine kabhi bhulaya
Tu yaad aya hai aaj phir

Tu yaad aya tu yaad aya
Tu yaad aya hai aaj phir
Jo teri baaton ne dil dukhaya
Tu yaad aya aaj phir

Ho meri jaan yaad aaya
Tu yaad aya


Official Video Song



Song Details

The Tu Yaad Aya song lyrics is written by Kunaal Vermaa in the year 2020. It was sung by Adnan Sami, featuring Adnan Sami & Adah Sharma. The details of Tu Yaad Aya song lyrics are given below:

movie Album: Tu Yaad Aya

singer Singer: Adnan Sami

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Kunaal Vermaa

music Music / Music Composer: Kunaal Vermaa

artist Artists / Stars: Adnan Sami & Adah Sharma

music on Music On: T-Series

year Year: 2020


Tu Yaad Aya lyrics

Album Songs List

400
118
381
101
312
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
187
65
183
70
182
82
181
64
180
77