Jiska Koi Nahi Uska Toh Khuda Hai Yaro Lyrics

Jiska Koi Nahi Uska Toh Khuda Hai Yaro lyrics from Laawaris (1981) movie is penned by Anjaan, sung by Manna Dey, music composed by Kalyanji Anandji, starring Amitabh Bachchan, Suresh Oberoi.




18 6

Song Lyrics

jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro, ha khuda hain yaro
mai nahi kehta
mai nahi kehta kitabo me likha hain yaro
jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
ha khuda hain yaro, ha khuda hain yaro

jisne paida kiya duniya me wahi palega, ha wahi palega
jisne paida kiya duniya me wahi palega
ham ko har mod pe, har julm se bacha lega
apane bando se
apane bando se kaha kab woh juda hain yaro
jiska koi nahi
jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
ha khuda hain yaro, ha khuda hain yaro

julm insan ka jab had se gujar jata hai, ha gujar jata hai
julm insan ka jab had se gujar jata hai
woh kisi aur hi surat me paas aata hai
anaginat rup me woh ham se mila hain yaro
jiska koi nahi
jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro, ha khuda hain yaro
mai nahi kehta
mai nahi kehta kitabo me likha hain yaro
jiska koi nahi uska toh khuda hain yaro
ha khuda hain yaro, ha khuda hain yaro
ha khuda hain yaro, ha ha khuda hain yaro


Official Video Song



Song Details

The Jiska Koi Nahi Uska Toh Khuda Hai Yaro song lyrics is written by Anjaan in the year 1981. It was sung by Manna Dey, featuring Amitabh Bachchan, Suresh Oberoi. The details of Jiska Koi Nahi Uska Toh Khuda Hai Yaro song lyrics are given below:

movie Movie: Laawaris

singer Singer: Manna Dey

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Anjaan

music Music / Music Composer: Kalyanji Anandji

artist Artists / Stars: Amitabh Bachchan, Suresh Oberoi

music on Music On: HMV

year Year: 1981


Jiska Koi Nahi Uska Toh Khuda Hai Yaro lyrics from Laawaris

Laawaris Songs List