Kya Bataun Tumhe Lyrics

Kya Bataun Tumhe lyrics is penned by Sawan Kumar Sawan, sung by Agam Kumar Nigam, music composed by Sawan Kumar Sawan, starring Agam Kumar Nigam.




0 0

Song Lyrics

Jinpe ilzaam bewafaai ka
Unse umeed e wafa karta hun
Zakhm khaye hain jo mohabbat mein
Daastan unki bayan karta hun

Kya bataun tumhe doston ishq mein
Bewafa se wafa kar raha hu [x2]

Woh gaye hai badal doston aaj kal [x2]

Main to marne ki dua kar raha hoon

Kya bataun tumhe doston ishq mein
Bewafa se wafa kar raha hu
Kya bataun tumhe doston ishq mein
Bewafa se wafa kar raha hu

Kya bataun tumhe doston ishq mein

Pher li jab se usne nigahein
Sooni sooni huyi dil ki rahein
Aa gayi zindagi uss jagah pe
Har taraf hai jaha sirf aahein

Jaanta hai khuda usko deke dua [x2]
Apna haq main adaa kar raha hoon

Woh gaye hai badal doston aaj kal
Main to marne ki dua kar raha hoon
Kya bataun tumhe doston ishq mein

Kam na hongi jo woh dooriya hain
Door takk ab toh majburiyan hain
Na wafaayein meri kaam aayi
Meri kismat mein benuriyan hain

Maine ki hai wafa usne di hai daga [x2]
Jaan uspe fida kar raha hoon

Woh gaye hai badal doston aaj kal
Main to marne ki dua kar raha hoon
Kya bataun tumhe doston ishq mein


Official Video Song



Song Details

The Kya Bataun Tumhe song lyrics is written by Sawan Kumar Sawan in the year 2015. It was sung by Agam Kumar Nigam, featuring Agam Kumar Nigam. The details of Kya Bataun Tumhe song lyrics are given below:

movie Album: Kya Bataun Tumhe

singer Singer: Agam Kumar Nigam

lyricist Lyricist / Lyrics Writer: Sawan Kumar Sawan

music Music / Music Composer: Sawan Kumar Sawan

artist Artists / Stars: Agam Kumar Nigam

music on Music On: T-series

year Year: 2015


Kya Bataun Tumhe lyrics

Album Songs List

400
118
381
101
312
103
267
91
246
84
232
80
220
81
206
73
203
71
196
78
187
65
183
70
182
82
181
64
180
77